Thursday, 7 September 2017

sad love shayari & quote in hindi for boyfriend 2017

Heart Touching Sad  Miss You Shayari & quote For Boyfriend,,.. Tere laut aane ki ... 5) Sad Broken Heart Love Shayari ... Dard Bhari Shayari & quote In Hindi From Broken" Heart,,.

Desi Punjabi Ghaint Status 

 The best sad love shayari & quote  in hindi for boyfriend 

love sad 10


o khud ko samajte he jannt-e-hoor
kon janta tha use meri mohbbat se pahLe.
SoCha tha uss se bichrenge to mar jayenge
Jaan lewa khauf tha bas, huwa kuch b nahi..!!

दर्द है दिल में पर इसका एहसास नहीं होता;
रोता है दिल जब वो पास नहीं होता;
बर्बाद हो गए हम उसके प्यार में;
और वो कहते हैं इस तरह प्यार नहीं होता

Suna hai abki bar tere sahar me barish nhi hui…
Lagta hai ashiqo ne sabar karna sikh liya hai…!!!

Likhne ko toh uski bewafai par ek puri kitaab likh du,
Par fir sochta hu, Jis shaks ne aansu se bhari aankhe
aur rote hue wo shabd naa samjhe,
woh panno par likhi baat kya samjhega.


Apne aasman se meri zameen dekh lo,
Tum khwab aaj koyi haseen dekh lo,
Agar aazmana hain aitbar ko mere to,
Ek juth tum bolo or mera yakeen dekh lo…


Yaadon me humari aap bhi khoye honge,
Khuli aankho se kbhi aap bhi soye honge,
Mana hasna hain adaa gam chhupane ki
Par haste haste kabhi aap bhi roye honge.

Meri Chaahaten Tumse Alag Kab Hain ,
Dil Ki Baaten Tumse Chhupi Kab Hain..
Tum Saath Raho Dil Mein Dhadkan Ki Jagah ,
Phir Zindagi Ko Saanson Ki Zaroorat Kab Hai …!


Hum tumhe chahte h kitna ya bataye kaise.
aap dil me bas gaye ho itna, dil se aapko nikale kaise.
jis din aap dil se nikal jaoge, ye jaan nikal. jayegi…

Apke aane se zindagi kitni Khubsurat hai,
Dil mein basi Hai jo woh aapki hi surat hai,
Dur jaana nahi humse khabhi Bhulkar bhi,
Hame har kadam Par aapki zarurat hai….

Shiddat se chaha hai Jisko,
Uski mohabbat ki tamanna ki hai,
Ae khuda har lamhe pe koi aamin khahe,
Kyuki har saans me unhe pane ki dua ki hai…

Is naadan dil ki bas itni si khwaish hai, Meri tumse mulakaat ho,
fir anjam chahe jo ho…..

बेताब तमन्नाओ की कसक रहने दो!
मंजिल को पाने की कसक रहने दो!
आप चाहे रहो नज़रों से दूर!
पर मेरी आँखों में अपनी एक झलक रहने दो…!

Tera muskurate hue aana humko acha laga,
Woh tera sharam se guzar jana acha laga.
Door se dekhna woh tera paas aakar,
Nazarein jhukana achcha laga.
Woh jo barson se tere seene mein kaid hai,
Ankhon se batana acha laga.
Tera jate waqt mud kar dekhna,
Phir kadmo ka ruk jana acha laga…

Top 15+ sad love shayari & quote  in hindi for boyfriend  


Zindagi hai nadan isliye chup hoon,
Dard hi dard subah sham isliye chup hoon
Keh du zamane se dastan apni,
Usme ayega tera naam isliye chup hoon.

Sad Love Sms for Girlfriend
Woh khush hai par shayad hum se nahi
Woh naraz hai par shayad hum se nahi
Kon kehta hai unke dil me mohabbat nahi
Mohabbat to hai par shayad humse nahi.!!


I want to forget all the times
When we were together,
Bot because I doesn’t love her,
Because it hurts too much to remember.


Sad Shayari for Lover
Sabhi insan hai magar farq sirf itna hai,
Koi zakhm deta hai to koi zakhm bhrta hai.
Humsafar bahut hai magar farq sirf itna hai
Koi saath deta hai to koi chhod deta hai.
Pyar sare karte hai magar farq sirf itna hai,
Koi jaan deta hai to koi jaan leta hai…..!!

Sad Love Sms with Alone Girl Pic
Sometimes Its better to
Move forward someone away
Not because you have stopped
Loving that someone ..
But because you have to
Shield yourself from PAIN ..

Na milta gam to barbadi ke afasane kaha jate
Duniya agar hoti chaman to wirane kaha jate
Chalo acha hua apno me koi gair to nikla,
Sabhi agar hote apne to begane kaha jaate…


Sad Shayari for Broken Heart
Tarap k dekh kisi ki chahat main…
To pata chale k intazar kya hota ha…
Youn he mil jae agar koi bina tarpe….
To kase pata chale ke pyar kya hota hai.

बिन बात के ही रूठने की आदत है
किसी अपने का साथ पाने की चाहत है
आप खुश रहें, मेरा क्या है
मैं तो आइना हूँ, मुझे तो टूटने की आदत है।

महफ़िल में हँसना हमारा मिजाज बन गया
तन्हाई में रोना एक राज बन गया,
दिल के दर्द को चेहरे से जाहिर न होने दिया
बस यही जिंदगी जीने का अंदाज बन गया।

U promised to take care of me but you hurt me,
U promised me 2 bring me joy but u brought me tears
U promised me ur Love but u gave me PAIN… ME?
I promised u Nothing but I gave u Everything!

Sad Shayari in Hindi
खोया इतना कुछ कि फिर पाना न आया,
प्यार कर तो लिया पर जताना न आया,
आ गए तुम इस दिल में पहली ही नज़र में
बस हमें आपके दिल में समाना ना आया..!!

रहना तो चाहते थे साथ उनके,
पर इस ज़माने ने रहने ना दिया,
कभी वक़्त की खामोशी मे खामोश रहे,
तो कभी खामोशी ने कुछ कहने ना दिया!!

Some day ….
You will miss me like I missed you so much
You will cry for me like I cried for you many times
You will need me like I needed you most
You will love me so much,
But … then I wont love you again…!

किस किस से कहूँ कि यहाँ क्या क्या बवाल हैं
इस जिंदगी में उलझे से कितने सवाल हैं,
सबकी तरह उसने भी बस पूँछा हमारा हाल
हमने भी कह दिया कि मस्त हाल-चाल हैं।

एेसे ही नम हो चली हैं मेरी आँखें….
तुम तो बिल्कुल भी गुनहगार नहीं.
मगरूर नहीं हूँ बस दूर हो गई हूँ मैं…
उन लोगों से जिन्हें मेरी कदर नहीं है…!!

Very Sad Love Sms
The day was the last
The day was gone
The day was sad
The day made me mad
B’coz you left my heart

गुजर रही है जिन्दगी
बड़े ही नाजुक दौर से,,,
मिलती नहीं तसल्ली,
तेरे सिवा किसी और से,,,।

वो मुझ तक आने की राह चाहता है,
लेकिन मेरी मोहब्बत का गवाह चाहता है
खुद आते जाते मौसमों की तरह है,
और मेरे इश्क़ की इन्तहा चाहता है।

Heart Touching Sad Bewafa Shayari & quote for Girlfriend 2017

Very sad heart touching shayari & quote for girlfriend, the Best heart touching sad .... In "Bewafa"  Shayari"..... Dard Bhari Shayari & quote In hindi   From Broken Heart,...

                                  Top 10 sad heart touching shayari & quote

top sad shyari 10


Tumhari har ek baat bewafai ki kahani hain,
Lekin teri har ek sans meri zindagi ki nishani h
Tum aaj tak samajh nhe paye mere is pyar ko,
Mere aansu bhi tumhare liye sirf pani hain..!!


Teri Bewafai ko Bhula na sakenge..
Chahe bhi to kbhi muskura na sakenge..
Tujhko to mil gaya Yaar apna..
Apna kisi ko hum bana Na sakenge..


In your solitude,
Neither am I destroyed
Nor am I successful.
But I have lost faith in love
O my beloved..

मेरी वफ़ा की कदर ना की,
अपनी पसंद पे तो ऐतबार किया होता,
सुना है वो उसकी भी ना हुई,
मुझे छोड दिया था उसे तो अपना लिया होता


I don’t regret loving you.
I don’t regret trusting you.
I regret giving you
The power to hurt me
In a way that
I’ll never be able to be find again


Chand tare zameen par lane ki zid thi,
Hamein unko apna banane ki zid thi,
Achcha hua woh pehle hi ho gayi bewafa,
Warna unhe pane ko zamana jalane ki zid thi.


Toote hue pyaale mein jaam nahi aata,
Ishq mein mareej ko aaraam nahi aata,
Ae bewafa dil todne se phle ye soch liya hota
Ki toota hua dil kisi ke kaam nahi aata.

                             The  20+  sad heart touching shayari & quote


सदीयो से जागी आँखो को, एक बार सुलाने आ जाओ,
माना की तुमको प्यार नहीं, नफरत ही जताने आ जाऔ
जिस मोङ पे हमको छोङ गये, हम बैठे अब तक सोच रहे
क्या भुल हुई क्यो जुदा हुए, बस यह समझाने आ जाओ!


Sab kuch hai mere paas per dil ki dawa nahi,
Door wo mujhse hai per main khafa nahi,
Maloom hai ab bhi pyar karta hai mujhe wo
Thora ziddi hain, magar bewafa nahi…!!



It doesn’t matter whose fault it was or
Who takes the initiative to say sorry.
What matters is that I want you to come back
Because I just can’t stop loving you.



Tu yaad kare na kare teri khushi,
Hum to tujhe yaad karte rehte hai,
Tujhe dekhne ko dil tarsata hai,
Hum to intezaar karte rehte hai.


I am still thinking about you and
I know you are still thinking about me.
Let’s get back together
And just embrace our love’s destiny.

Na wo aa sake na hum kabhi jaa sake,
Na dard dil ka kisi ko suna sake,
Bas baithe hain yaadon mein unki,
Na unhone yaad kiya or na hm unko bhula sake.


Kitna adhura lagta hain,
Jb badal ho aur barish na ho,
Jb zindagi ho aur pyaar na ho
Jb aankhe ho or khawab na ho
Jb koyi apna ho aur pass na ho.


Wo khud ko samajte he jannt-e-hoor
kon janta tha use meri mohbbat se pahLe.
SoCha tha uss se bichrenge to mar jayenge
Jaan lewa khauf tha bas, huwa kuch b nahi..!!


दर्द है दिल में पर इसका एहसास नहीं होता;
रोता है दिल जब वो पास नहीं होता;
बर्बाद हो गए हम उसके प्यार में;
और वो कहते हैं इस तरह प्यार नहीं होता

Suna hai abki bar tere sahar me barish nhi hui…
Lagta hai ashiqo ne sabar karna sikh liya hai…!!!


Likhne ko toh uski bewafai par ek puri kitaab likh du,
Par fir sochta hu, Jis shaks ne aansu se bhari aankhe
aur rote hue wo shabd naa samjhe,
woh panno par likhi baat kya samjhega.


Tere laut aane ki fariyad karte hai hum,
Andhero mein tanhaiyo se teri baat karte hai hum,
Tum bhool gaya hume ye sahi
Par her ghadi her lamha tujh yad karte hai hum..


Teri yad mein kuch alfaz likh lete hai,
Gungunate kuch khayal likh lete hai,
Tere jaane ke bad tanhaiyo me rhte hai har pal
Or Teri yad mein apne dard ke jazbat likh lete hai..

Dard likha hai muqaddar mein,
To shikayat kya karu apno or begano se,
Chahat mein onki khud ko mitate gaye hum
Or wo baaz nhi aaye hume azmaney se..


Onki Chahat ko hum chahate rahe,
Onki khushi se dil lagate rahe,
Kari onki berukhi se bhi mohabbat
Or wo kambakkht hume azmaate rahe..

Jab se juda hoe hai onse hum,
Dil ne humare dhadkna chod diya,
Deewane kuch ese the onke pyar mein ki
Onke jane ke bad hotho ne muskurana chod diya hai..


Tere chale jane ke bad dard mein doob gaye hum,
Tanha ho gaye or khud se ruth gaye hum,
Haal kuch aisaa ho gaya Judai mein
Ki andar hi andar toot gaye hum.