Thursday, 7 September 2017

Heart Touching Sad Bewafa Shayari & quote for Girlfriend 2017

Very sad heart touching shayari & quote for girlfriend, the Best heart touching sad .... In "Bewafa"  Shayari"..... Dard Bhari Shayari & quote In hindi   From Broken Heart,...

                                  Top 10 sad heart touching shayari & quote

top sad shyari 10


Tumhari har ek baat bewafai ki kahani hain,
Lekin teri har ek sans meri zindagi ki nishani h
Tum aaj tak samajh nhe paye mere is pyar ko,
Mere aansu bhi tumhare liye sirf pani hain..!!


Teri Bewafai ko Bhula na sakenge..
Chahe bhi to kbhi muskura na sakenge..
Tujhko to mil gaya Yaar apna..
Apna kisi ko hum bana Na sakenge..


In your solitude,
Neither am I destroyed
Nor am I successful.
But I have lost faith in love
O my beloved..

मेरी वफ़ा की कदर ना की,
अपनी पसंद पे तो ऐतबार किया होता,
सुना है वो उसकी भी ना हुई,
मुझे छोड दिया था उसे तो अपना लिया होता


I don’t regret loving you.
I don’t regret trusting you.
I regret giving you
The power to hurt me
In a way that
I’ll never be able to be find again


Chand tare zameen par lane ki zid thi,
Hamein unko apna banane ki zid thi,
Achcha hua woh pehle hi ho gayi bewafa,
Warna unhe pane ko zamana jalane ki zid thi.


Toote hue pyaale mein jaam nahi aata,
Ishq mein mareej ko aaraam nahi aata,
Ae bewafa dil todne se phle ye soch liya hota
Ki toota hua dil kisi ke kaam nahi aata.

                             The  20+  sad heart touching shayari & quote


सदीयो से जागी आँखो को, एक बार सुलाने आ जाओ,
माना की तुमको प्यार नहीं, नफरत ही जताने आ जाऔ
जिस मोङ पे हमको छोङ गये, हम बैठे अब तक सोच रहे
क्या भुल हुई क्यो जुदा हुए, बस यह समझाने आ जाओ!


Sab kuch hai mere paas per dil ki dawa nahi,
Door wo mujhse hai per main khafa nahi,
Maloom hai ab bhi pyar karta hai mujhe wo
Thora ziddi hain, magar bewafa nahi…!!



It doesn’t matter whose fault it was or
Who takes the initiative to say sorry.
What matters is that I want you to come back
Because I just can’t stop loving you.



Tu yaad kare na kare teri khushi,
Hum to tujhe yaad karte rehte hai,
Tujhe dekhne ko dil tarsata hai,
Hum to intezaar karte rehte hai.


I am still thinking about you and
I know you are still thinking about me.
Let’s get back together
And just embrace our love’s destiny.

Na wo aa sake na hum kabhi jaa sake,
Na dard dil ka kisi ko suna sake,
Bas baithe hain yaadon mein unki,
Na unhone yaad kiya or na hm unko bhula sake.


Kitna adhura lagta hain,
Jb badal ho aur barish na ho,
Jb zindagi ho aur pyaar na ho
Jb aankhe ho or khawab na ho
Jb koyi apna ho aur pass na ho.


Wo khud ko samajte he jannt-e-hoor
kon janta tha use meri mohbbat se pahLe.
SoCha tha uss se bichrenge to mar jayenge
Jaan lewa khauf tha bas, huwa kuch b nahi..!!


दर्द है दिल में पर इसका एहसास नहीं होता;
रोता है दिल जब वो पास नहीं होता;
बर्बाद हो गए हम उसके प्यार में;
और वो कहते हैं इस तरह प्यार नहीं होता

Suna hai abki bar tere sahar me barish nhi hui…
Lagta hai ashiqo ne sabar karna sikh liya hai…!!!


Likhne ko toh uski bewafai par ek puri kitaab likh du,
Par fir sochta hu, Jis shaks ne aansu se bhari aankhe
aur rote hue wo shabd naa samjhe,
woh panno par likhi baat kya samjhega.


Tere laut aane ki fariyad karte hai hum,
Andhero mein tanhaiyo se teri baat karte hai hum,
Tum bhool gaya hume ye sahi
Par her ghadi her lamha tujh yad karte hai hum..


Teri yad mein kuch alfaz likh lete hai,
Gungunate kuch khayal likh lete hai,
Tere jaane ke bad tanhaiyo me rhte hai har pal
Or Teri yad mein apne dard ke jazbat likh lete hai..

Dard likha hai muqaddar mein,
To shikayat kya karu apno or begano se,
Chahat mein onki khud ko mitate gaye hum
Or wo baaz nhi aaye hume azmaney se..


Onki Chahat ko hum chahate rahe,
Onki khushi se dil lagate rahe,
Kari onki berukhi se bhi mohabbat
Or wo kambakkht hume azmaate rahe..

Jab se juda hoe hai onse hum,
Dil ne humare dhadkna chod diya,
Deewane kuch ese the onke pyar mein ki
Onke jane ke bad hotho ne muskurana chod diya hai..


Tere chale jane ke bad dard mein doob gaye hum,
Tanha ho gaye or khud se ruth gaye hum,
Haal kuch aisaa ho gaya Judai mein
Ki andar hi andar toot gaye hum.

  

No comments:

Post a Comment